Ishq samandar

Aaine me dekhkar apni hi balaaein le leti hu... Kahin sabko na pata chal jaye ki main to ishq samandar me Bahut gehre me utar aayi hu... aur fir nazar lagte kahaan der lagti hai? Khair... main to ishq samandar me bahut gehre me utar aayi hu... Doobne mein sukoon bhi Bahut hai aur khatra bhi barabar ka hai.

Comments

Popular posts from this blog

Thank You Driver of The Red Car

When I m scared

Aadya ki pehli race